well yaro main yahan par attak gaya hun aur pata nahi kyun ye manhus darwaza nahi khul raha
is video main jab cut scene ata hai aur wo 3 orange color walay banday kuch kar rahay hotay hain to to unko mar kar ye banda aik darwazay se nikal jata hai taqreeban 06:58 timeline pe, magar wo darwaza mere liye nahi khul raha, please someone help me out