Mujh ko Dirty Uncle Ali ka phone aya howa tha....Keh raha tha yaar is weekend Tekken kehlte hai..Tum log meri taraf ajo,mein ne baki sab ko bhi bulaya....Timings ke raha tha Saturday ko jis marzi kar lo..Mein ne 4-6 ka time diya hai...
Hamid ko mein ne vm kia hai..Keh raha tha mein Friday ko confirm bataon ga..Tera kia plan hai???