LOLZ. Aik aur system. Wase masla pata chala kis cheez ka tha jis ki waja se temp ziada ho gya tha????? Aur han woh Heat Sink wale Fan ka clip zara tight hota hai. Mujh ko yaar hai mein ne pehle uske spring ko doba kar loose kia tha phir clip ko kohla tha. Ab Haffez centre se kia lena pare ga. Pura HSF ya sirf clip wala part mil jae ga????