Assalam Alaikum
please read it carefully it;s very SPEcial ..
Meray Sawal or ALLAH k jawab :
(Reference : Quran)
Main ne kaha teri madad kaisay milay gi YA RAB ?
Jawab mila: Sabar or Namaz say Madad liya karo (Surah:2 : Ayat:45)
Main ne kaha main buhat gunahgaar hoon !
Jawab mila: ALlah ki rahmat se Mayus na ho,ALLAH sab gunah bakssh dega. (Surah:39 : Ayat:53)
Main ne kaha meray dil ko sukoon nahi hay !
Jawab mila: Beshak ALLAH ki yaad hee say dilon ko Itmenaan Naseeb Hota hai (Surah:13 : Ayat :2
Main ne kaha main buhat akela hu!
Jawab mila: Beshak hum rag-e-jan se bhi ziyada Qareeb hain (Surah:50 : Ayat:16)
Main ne kaha mujhay koi yad nai karta !
Jawab mila: Tm mujhe yaad karo mein tmhen kyaad karuga (Surah:2 Ayat:152)
ALLAH HUM SUB KO MAAF FARMAI AUR HAMEIN SEEDHE RAASTE CHALNE KI TOFEEQ ATA FARMAAI (AMEEEN)























142Likes
LinkBack URL
About LinkBacks






Reply With Quote







A part of Avid Media Network Pvt. Ltd.